Monday, January 21, 2008

SUNDAY


Hindi Song Title: Missing Sunday
Hindi Movie/Album Name: SUNDAY
Singer(s): MAHLIA KAMATH, SURAJ, EARL EDGAR



Hindi Lyrics:

(dil mein pal pal hai ek hulchul hoga kya whats gonna happen
bechainiya betaabiyaan bekaari 24 7)- 2
dhoondenge one day one day the missing sunday sunday - 2

[english verse]

uhu wahu wahu jaane huan kya sunday - 2

(dil mein pal pal hai ek hulchul hoga kya whats gonna happen
bechainiya betaabiyaan bekaari 24 7) - 2
dhoondenge one day one day the missing sunday sunday - 2


Hindi Song Title: Pyaar Toh Hona Hai, Ho Jaane Do
Hindi Movie/Album Name: SUNDAY
Singer(s): KAMRAN BARI, MOHAMMED ALI



Hindi Lyrics:

dil ki dil mein tum na reh jaane do
aaj kisiko yeh dil chhu jaane do
masti mein saara jahaan tum jhoom lo
yeh jamin aasmaan tum chum lo
pyaar toh hona hi hai, ho jaane do
humko hosh kahaan, kho jaane do - 2
pyaar toh hona hai, ho jaane do

kahin ankahi tum jaan lo, koi hai kahin pehchaan lo
jise tum kaho hai ajanabi, wohi humsafar hai thaam lo
pyaar toh hona hi hai, ho jaane do
humko hosh kahaan, kho jaane do - 2
pyaar toh hona hai, ho jaane do
hum hai chale, sapne liye aankhon mein
bhule? na hum jab tak hai dum saanson mein
hum ?? tere liye raahon mein
abb aa bhi ja jara tu baahon mein
pyaar toh hona hi hai, ho jaane do
humko hosh kahaan, kho jaane do - 2
pyaar toh hona hai, ho jaane do
dil ki dil mein tum na reh jaane do
aaj kisiko yeh dil chhu jaane do
masti mein saara jahaan tum jhoom lo
yeh jamin aasmaan tum chum lo
pyaar toh hona hi hai, ho jaane do
humko hosh kahaan....


Hindi Song Title: Manzar Manzar
Hindi Movie/Album Name: SUNDAY
Singer(s): EARL EDGAR, MAHLIA KAMATH, SURAJ



Hindi Lyrics:

manzar manzar manzar manzar.... ho o o o tu.....

?? ke se hai tere naina, kyun khoye nindiya, khoye chaina
majil yahaan hai, meri panaah mein ho o o...
palkon pe sajne de yeh lamha, honton pe sajane de yeh armaan
majil yahaan hai, meri panaah mein tu aaja
manzar mere khabo ka manzar, meri rato ka manzar, meri yado ka manzar
tu meri raahon ka manjar, in baahon ka manzar, tere waadon ka manzar

tu hi hai meri hasraton mein, tu hi hai meri aarjoo mein
tu hi basi hain meri jahaan mein
tu hi hai meri saanson mein, tu hi hai meri chaahaton mein
majil yahaan hai, meri panaah mein tu aaja
manzar mere khabo ka manzar, meri rato ka manzar, meri yado ka manzar
tu meri raahon ka manjar, in baahon ka manzar, tere waadon ka manzar

(manzar mere khabo ka manzar, meri rato ka manzar, meri yado ka manzar
tu meri raaho ka manjar, in baaho ka manzar, tere waado ka manzar) -4


Hindi Song Title: Tune Loot Liya, Loot Liya, Loot Liya
Hindi Movie/Album Name: SUNDAY
Singer(s): DALER MEHNDI, SUNIDHI CHAUHAN



Hindi Lyrics:

(gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai...
rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai...) - 2
tune loot liya loot liya loot liya - 2
maine kya kiya kya kiya kya kiya - 2
tune loot liya, loot liya, loot liya
hey loo loo loo... loot liya - 2

hai sarfiri kyun tu mili, ?? ki pudi
abhi main khadi, abhi gir padi, hawaayon mein main toh udi
o manchali, o chulbuli, yuun na ????
gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai...
rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai...
tune loot liya loot liya loot liya
re baaba kya kiya kya kiya kya kiya
tune loot liya loot liya loot liya
hey loo loo loo... loot liya - 2

achche bhale hum toh phase, kitna tu karati ???
hey baara baje mehfil saje, ho jaayega hungaama
ho bas kar kudi, varna abhi suli pe tenu chadhaava
gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai...
rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai...
tune loot liya loot liya loot liya
o maine baaba kya kiya kya kiya kya kiya
tune loot liya loot liya loot liya
hey loo loo loo... loot liya - 2

o phuljhadi take it easy, nazron ke tir na chalaana
jaadugari masti bhari, mastaani main tu deewaana
o jaan-e-jaan le legi jaan, jalwon ke jaal na bichaana
gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai...
rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai...
tune loot liya loot liya loot liya
maine baaba kya kiya kya kiya kya kiya - 2
tune loot liya loot liya loot liya
hey loo loo loo... loot liya - 2


Hindi Song Title: Kya Kashmakash Hai Yeh
Hindi Movie/Album Name: SUNDAY
Singer(s): SHIBANI KASHYAP



Hindi Lyrics:

kitne chehre hain, raaz gehere hain
raat kaali hain, shak suehere hain
chalte saaye hain, kadam thehre hain, kadam thehre hain
kya kashmakash hai yeh - 8

kitne chehre hain, raaz gehere hain
raat kaali hain, shak suehere hain
chalte saaye hain, kadam thehre hain, kadam thehre hain
kya kashmakash hai yeh - 8

beaarjoo, besabab, benishaan, benaam khaayish ka dil hai jawaan
bekhauf, besabarr, bejubaan, katil ki nazre tikengi kahaan
jaane kispe ?? parva hai badi, sunle o bekhabar yeh raat hai badi - 2
kya kashmakash hai yeh - 8
kitne chehre hain, raaz gehere hain
chalte saaye hain, kadam thehre hain, kadam thehre hain
kya kashmakash hai yeh..............


No comments:

My Blog List